Shukriya

Kya de sakta hu, kya laa sakta hu
Kehta tujhe bas shukriya (2)

Tujme hi meri subah, tujhme hi har shaam
Tujhse hi kartaa shuru, har koi kaam (2)
Shukriya kartaa hu main, leke tera naam
Aadar aur dhanyavad aaj tere naam

Shukriya, shukriya, shukriya tera
Shukriya, shukriya, shukriya yeshu tera

Saari duniya teri hai,
Sab kuch tunein rachaya hai (2)
Mujhko bhi tunein banaya hai,
Tere jaisa kiya hai

Kya de sakta hu, kya laa sakta hu
Kehta tujhe bas shukriya (2)
Shukriya, shukriya, shukriya tera
Shukriya, shukriya, shukriya yeshu tera

Tujhme hi meri subah,
Tujhme hi meri har shaam (2)
Shukriya, shukriya, shukriya tera
Shukriya, shukriya, shukriya yeshu tera